WhatsApp app se khud ka sticker kaise banaen

WhatsApp se khud ka sticker kaise banaen Bina kisi app ko download kiye 

Agar aap bhi WhatsApp per sticker banane ya bhejne ke liye kisi Anya hai jaise ki sticker Li sticker maker aur my sticker app ka use karte hain to aap band kar dijiye ki ki WhatsApp mein ab speaker banane ka feature a Gaya hai jiski madad se aap apna khud ka sticker banaa sakte hain 

WhatsApp se khud ka sticker kaise banaen Bina kisi app ko download kiye


WhatsApp sticker banane ke liye Keval aapko apna photo chus karna hai aur aapka sticker ready ho jaega ekadam PNG mein WhatsApp ki tool ne yah Kamal karke dikhaya hai aur agar aap isko JPG format mein apna koi photo ya kisi bhi picture ko send karte Hain to yah uska background remove karke aapko uska sticker banakar de deta hai 

WhatsApp new apdate to make stickers inside the app

WhatsApp ka sticker maker update bahut hi cool hai jisse aap apne khud ke sticker banaa sakte hain aur apne doston ke sath bhej kar apna Manoranjan kar sakte hain 

What is the condition before update 

Pahle ham log sticker download karne ke liye sabse pahle Play Store Se kisi app Ko download karenge jaise ki sticker Li aur vahan per ham scroll karke Apne manpasand hai sticker ko khojenge jismein hamare bahut sare net kharch ho jata hai aur usko download karke FIR add Tu WhatsApp karna padta hai jo ki bahut hi lendi process hai aur ismein data ka karji bahut jyada ho jata hai lekin ab yah sab nahin karna padega kyunki WhatsApp ka apna sticker banane wala feature a gaya hai 


To isliye jante Hain ki aapko sticker kaise banane

1. Sticker banane ke liye aapko WhatsApp mein kisi ka bhi chat open karna hai. 

2. FIR emoji per click karke sticker wale section mein chale Jana hai. 

WhatsApp se khud ka sticker kaise banaen Bina kisi app ko download kiye

3. Uske bad aap sticker wale option mein upar option milega create wale pen icon per click kijiye vah aapko ek photo select krne ko bolega apni manpasand photo ko chune jisko aap speaker Banna chahte Hain uske bad next kren

2. FIR emoji per click karke sticker wale section mein chale Jana hai


4. FIR aapko ek status banane jaisa panel Khul ke aaegi jismein aap apni photo ko zoom in ya zoom out kar sakte hain uske upar text likh sakte hain sticker Laga sakte hain aur uska color aur font size change kar sakte hain yah sari option aapko WhatsApp sticker editing mein deta hai 

5. Jab aapne sticker Puri tarah Se  banaa liya Ho tab aap usko send button per click Karen send button per click karte hain vah speaker aapke use personal message ya group message mein Jahan per bhi aapane sticker banana start Kiya hoga vahan per chala jaega 

2. FIR emoji per click karke sticker wale section mein chale Jana hai

6. Sticker send Ho jaane ke bad vah whatsapp ke sticker panel mein save ho jata hai to aap usko aasani se access kar sakte hain aur dusre ko bhi jald se jald bhej sakte hain 


To yah tha ek Chhota sa guide jismein humne aapko bataya hai ki aapko apna khud ka WhatsApp sticker WhatsApp app ki madad se without any third party application stickers kaise create Karen agar aapko yah post pasand I ho to niche diye Gaye post ko bhi jarur padhen aur apne doston ke sath share Karen thank u

Last word

In this post we will provided information about WhatsApp app se khud ka sticker kaise banaen, If you enjoy this post, kindly share it with your friends. For any queries, feel free to join our Telegram channel, where we share exclusive and informative content. Many valuable tips are exclusively available on our Telegram channel. Stay updated with your favorite source, DK Technozone.

Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url

Paid Templates

Blogger themes

Movie theme

codes for blogger

Grafix Material